![]() |
| Quotes day |
1. Prakaash wo hai jisse ek baar jalaa diya jaye to, kabhi kam nahi hota Jitni achhi aapki practice hogi, roshani utani hi jyadaa hogi. B.K.S Lyengar
2. Jab aap sansh le rahe
hote hai, Tab aap bhagwaan se Shakti le rahe hote hai, Aur jab aap
sansh chhorate hai to ye uss seva ko
darshata hai jo aap duniya ko de rahe hai. B.K.S
Lyengar
3. Yog hame unn chizo ko sikhata hai jinhe sahaa nahi ja sakata,
Aur un chizo ko sehana sikhata hai, Jinhe thik nahi kiya ja sakta hai. B.K.S Lyengar
4. Jab tak aap ne Practice nahi ki hai, Sidhant bekaar hai Practice
karne ke baad hi sidhant zaahir hai.
David Villiams
5. Bahar kya jataa hai aap usse hamesha cotrol nahi kar sakate,
Lekin andar kya jataa hai aap usse hamesha control kar sakate hai. Shri
Yog
6. Jab shanse vichlit hoti hai to man bhi asthir ho jataa hai,
aur jab shanse shant ho jaati hai tab, man bhi shant ho jataa hai, iss liye
hamein apne shwansh par control rakhan chahiye. Hath Yoga Pradipika
7. Mahilaye samaaj ka vaastvik vaastukaar hoti hai.
Chrer
8. Duniya ki sab se bari Shakti youth aur aurt ki sundarta hai.
Chanakya
9. Har chiz se badh kar apne jeevan ki naikaa baniye, shikaar
nahi.
Nora Ephron
10. Sachaa gyan issi mein hai ki , Aap ye samjhe ki aap sab
kuchh nahi jaante hai.
Socrates
11. Khush rahiye ye gyaani hone ka ek tarikaa hai.
Sidonie
Gabrielle Colette
12. Ek achha dimaag aur ek achha dil hamesha ek ajey sanyojak
hota hai.
Nelson
Mandela
13. Dil ka apna tark hota hai jisake bare mein vivek kuchh nahi
jantaa.
Blaise Pascal
14. Main sirf ek kartavay ko jantaa hun aur wo hai sirf pyaar
karnaa.
Albert Camus
15. Agar aapke andar bas ek muskaan bachi hai to aap isse uss ko
dijiye jiss se aap pyaar karate hai.
Maya Angelou
16. Satya bina jan-samrthan ke bhi kharaa rehtaa hai, wah aatm
nirbhar hai.
Mahatma ghandhi
17. Jhooth bolane ke har ek achhe karan ke badale mein sach
kehane ka uss se bhi achha karan hota
hai. Bo
Bennett
18. Hum sabhi se ek na ek baar galati hoti hai, Kabhi-kabhi hum galat cheese karate
hai, aisi chize jinke parinam bure hote hai, Par iskaa ye matlab nahi ki hum bure
hai, ya iss ke baad hum par kabhi bhi vishwaash nahi kiya jaa sakata hai.
Alison
Croggon
Thanks
for Read

0 comments:
Post a Comment